Udaas Shamon mai lot kr wo aana bhol
'Udaas Shamon mai lot kr wo aana bhol jata tha,
kar ka khafa mujhko manana bhol jata tha,
Inhi khaslaton ne udki mujhe badnam kar dala,
Wo likh k naam dewaron pe mitana bhol jata tha,
Mat poch muhabat mai la parwahi uski,
Dy k zakham wo marham lagana bhol jata tha,
Kitna dilnasheen hota tha uski yaad ka manzar,
Wo jb b yaad aata tha zamana bhol jata tha......

No comments:
Post a Comment